اسلام
khwab mein Chandan Sandal Sandal (chandan) dekhna
hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar khwab main dekhe ki us ke paas sandal hai ya us ko kisi ne diya hai daleel hai ki log us ki madah aur sana karenge aur agar dekhe ki us ke paas sandal safeed hai daleel hai ki kisi badhe aadmi se ataa paega aur jis qadar us ke paas sandal ziyada hoga usi qadar sahibe khwab zyada munafaat paega.
hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main sandal dekhna chaar wajah par hai 1. taaruf aur shaabash 2. kher o barkat 3. izzat aur martaba 4. manfaat.
hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main sandal dekhna chaar wajah par hai 1. taaruf aur shaabash 2. kher o barkat 3. izzat aur martaba 4. manfaat.