اسلام
khwab mein Jhoot Bolna
Hazarat ibne seerin rehmatullah aleh ne farmaya hai ke khwab me jhoot bonla deen ki tabaahi aur fasaad par daleel hai’ aur agar dekhe ke us ne jhooti gawahi di hai – daleel hai ke us ka deen tabaah hoga.
Hazarat jabeer magribi rehmatullah aleh ne farmaya hai – agar dekhe ke badshaah ne jhoot bola hai – daleel hai ke log us ki badi aur buraayi karenge aur us ki hifaazat aur aabaroo jaati rahegi.
Jhoot
1. Khwab me jhoot bolna baidari me jhooti gawahi dena ‘ dusro par aftaraa bandhane aur maksad me kamiyaab na hone ki daleel hai – jesa ke farmane ilaahi hai “jo log allah ta-ala par jhoot bandhate hai wah nahi jante” aur kabhi jhoot fizul goyi me mubtala hone ki taraf ishaarah hota hai.
2. Khwab dekha ke kisi ne us ke kalaam ko sun kar aage nakal kar diya aur wah mashahoor ho gaya to daleel hai ki us ki galtiya bahut hogi.
3. Allah ta-ala par jhoot bandhana akal me hone ki daleel hai allah ta-ala ka farman hai “aur allah ta-ala par jhoot bandhate hai aur aksheeran nahi jaante”