اسلام

khwab mein Kaasni dekhna

Ek poda ka naam hai

hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai khwab main kaasni ka khana gham wa andwa hai aur agar dekhe ki us ko kisi ne kaasni di hai aur us ne khaai hai daleel hai ki ghamnaak hoga.

hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai khwab main kaasni ka khana gham wa andwa hai aur zarar aur nuqsaan ka baas hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!