اسلام

khwab mein Sharab Ka Bartan dekhna

Baatiya (sharab ka bartan)

1. khwab main sharab ka bartan dekhna khubsoorat moti baandi ki nishani hai.

2. agar ye bartan sheeshe ka ho toh ye beewee par daal hai aur us ke saath par jis ke zareeye khubsoorati ho aur kabhi us ki dalaalat ayesi beewee ya shohar par hogi jo raaz posheeda na kar sakte hon aur kabhi kisi aurat zaaniya ki taraf bhi ishaara hota hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!