اسلام

khwab mein Shah Aspar Gham Dekhna

Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe ki shah aspar gham sabz wa pakiza aur khushbudar hai toh buzurgi par daleel hai aur agar us ko zard aur murjhaya hua dekha toh beemari par daleel hai.

hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main shah aspar gham chhah wajah par hai. 1. izzat aur buzurgi 2. farzand 3. dost 4. achhi baat 5. majlis ilm 6. naam nek aur madah wa sana.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!