اسلام

khwab mein Saheefy Saaf (saheefe)Dekhna

Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar khwab main dekhe ki sahaf ibraheem alayeh alsalam padhta hai daleel hai ki us ko koi neki ka raasta batayega aur khata se rokega. khaas kar agar kitaab se bhi yahi padha hai aur agar sar sari taur par padhata hai toh us ki suhbat munafiq aur riyakar se hogi.

hazrat hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar musalman dekhe ki us ne mushaf khola hai aur sahaf ibraheem alayeh alsalam padha hai daleel hai ki us ka aatqaad deen islam par hoga aur kabar aur yahudiyon ko pasand karega aur us ko un ki taraf raghbat na hogi.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!