اسلام

khwab mein kallam Sabzi dekhna

Kallam
Kalaam ek sabzi hai gobhi jesi hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar khwab main dekhe ki us ke paas kallam hai aur khaai hai daleel hai ki aurat se munafaat payega aur agar bahgair gosht ke khaai toh daleel hai ki thoda nafaa hoga.

hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar khwab main gosht aur kallam ko ikhtta paka kar khaye daleel hai ki bahut se munafaat payega aur agar khaam hai toh kam faaida hai aur agar be quwat khaai hai toh gham o andesha par daleel hai aur agar sheereen hai toh munafaat bahut zyada hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!