اسلام

khwab mein Jibreel Aleh-e-salaam dekhna


1. khwab me hazarat Jibreel aleh-e-salaam ko khushi ki halat me baat chit, wa-a-j, naseehat ya wasiyat karte huwe ya kisi kisam ki khush khabari sunate huwe dekhna sharf-o-izzat ka mayabi aur bashaarat ki daleel hai

2. Ya khwaba majlum ke lie mard marij ke lie shif, khauf jada ke lie aman gamjada ke lie gam se nijaad aur gair hazi ke lie haz ki daleel hai

3. Kabhi is ki taabir shahaadat ki maut naseeb hone se bhi ki jaati hai agar chahe to zindagi guzaare.

4. Khwabme hazatar jibreel se koi chiz’ khana wagerah lena ahal jannat me se hone ki daleel hai.

5. agar kaafir khwab me hazarat jibreel ko dekhe to daleel hai ki woh khauf aur akubat me muktala hoga

6. Kisi ne khwab me dekha ki wah hazarat jibreel aur hazarat mika-il ke darmiyan ma-adala kar raha hai to daleel hai ke jabar me yahudiyon ki mawafikat karega aur allah ta-ala ke hukam ki khilaf warji aur azaab ki alaamat hai

7. Kisi ne dekha gauya hazarat jibreel ne us ko salaam kiya to daleel hai ke wah bahut bara aalim banega aur us ka naam buland hoga aur ahal amal ke haan izzat ki nigah se dekha jayega.

8. hazarat jibeel ki jyarat badshaah ki taraf se paigam lane wale poshida raajo ke ameen’ martaba aur aulaad ki bashaarat hai.

9. Hazarat jibreel ko dekhna ba-aj aukaat ibaadat guzaari aur ashaab baatan ke lie ilam alaasraar ki ta-alim par bhi dalaalat karta hai

10. kabhi is ki riwayat kareeb se ilhalaak logo ke lie roj ki alaamat hoti hai.

11. basa aukat jiyaarat hazarat jibreel nakal o harkat karne aur dushmano ke mukabale me kisi ki madad karne ki alaamat hoti hai.

12. Aur kabhi in ki riwaayat ilm al shariyat aur ilm najum par mutalah hone ki bhi daleel hoti hai.

13. Khwab me hazarat jibreel ko magmum haalat me dekhna shariyat wa akubat me muttalaa hone ki daleel hai.

14. Kisi ne khwab dekha ke us ki surat hazarat jibreel ki surat ban gayi to daleel hai ke saaheb khwab kasir-ul-barkat aur sakhi hoga.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!