اسلام
khwab mein hijra ko dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar khwab main dekhe ki woh heejra hua hai aur aurton ki zeenat se apne aap ko aarasta kiya hai daleel hai ki us ko usi qadar khauf aur dahshat hogi aur bala main padega aur agar dekhe ki us ne aurton ka kapda apne jism se utara hai aur murdon ka libas pahna hai aur murdon ke haal par wapis aaya hai daleel hai ki khauf aur be chargi aur bala us se door hogi.
hazrat jabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar dekhe ki us ki beeth heejron main hai daleel hai ki mufsidon se mail jol rakhega aur agar dekhe ki un main muqeem hua hai daleel hai ki ahale fasaad ki sahat se juda hoga.