اسلام

khwab mein Had Zadan (saza Dena)

Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main had lagana auraton ke kaam pura karne ki daleel hai agar dekhe ki us ne had lagaie hai toh daleel hai ki usi qadar aurton ke kaam karega aur agar dekhe ki us ko kisi ne had lagaei hai toh is ki taaweel awwal ke khilaf hai.

hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main had lagana kisi gunah par dad lagaie hai agar khwab dekhne wala maslah hai toh duniya ke shaghal main mashghul hoga aur agar khwab dekhne wala mufsad hai toh gham o andwa ki daleel hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!