اسلام

khwab me attaab dekhna

1. khwab main koi sachcha wali ya dost attaab kare toh tauba aur burai se bachne ka ishara hai. attaab muhabb aur muhabbat ki bhi daleel hai.

2. khwab main khud ko attaab karna ayese amal karne ki daleel hai jis main baad main nadaamat ho khud ko malaamat par.

3. agar khwab main kisi khata kaari ki khata maaf kare toh ayesa karne ki basharat hai jis ke sabab allah taala se bakhshne deinge. khwab main jis ko maaf kiya jaaye us ki daraazi umar aur hifaazat ki daleel hai. khwab main maaf karna maghfirat hai.

4. agar khwab main ayese shakhs ko maaf kare jis par koi huq ya qasaas wajib tha toh allah taala us ki maghfirat farmaege agar koi aur use maaf kare toh daraazi umar rifaat aur allah taala ke taqwa aur heseeyat ki taraf ishaara hai. khwab main allah taala ya nabi sallallahu alayehi wasallam ki taraf se maafi tauba, hidaayat aur achhe anjaam ki daleel hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!