اسلام
khawab me azadi ghulami se dekhna
Khwab main aazzadi qurbani karne ki daleel hai.
1. agar koi shakhs khud ko aazaad karte hue dekhe toh woh qurbani karega. apni beewee ko aazaad karna talaaq dena hai.
2. agar ghulam khud ko aazaad hote dekhe toh us ki ya us ke aaqa ki maut ka khauf hai.
3. agar ghulam khud ko dekhe toh aazaad hoga.
4. agar ayesa khwab mareez dekhe toh wafaat paega. ya agar woh ghulam hai toh phir hasool munaafa use mushkialaat pesh aayegi. agar gunahgar khud ko aazaad shuda dekhe toh tauba kar lega kafir hai toh islam layega aur jahnnam se aazaad hoga.
5. agar aazaad maqruz shakhs dekhe toh us ka qissa adaa hoga. agar gunahgar hai toh tauba ki tofeeq naseeb hogi.