اسلام
khawab me Aik Qism Ka Phool
1. uski dalaalat chhup jaane zinda rahne aur samandaron main safar karne par hoti hai chunancha khwab main safar karne wale shakhs ka khwab main use dekhna gharq hone ya hawa ki bandish ki alaamat hai aur neki ke kaamon main kharch kiye jaane wale maal par bhi dalaalat karta hai aur kabhi uski dalaalat beemariyon aur ghamon par bhi hoti hai aur matloon mijaaz aadmi par bhi dalaalat karta hai.
2. khwab main use jamaa karna baidaari main rangeen mijaaz hone ya ghamon aur beemariyon main mubtala hone ki alaamat hai.