اسلام

Aalu Bukhara

1. Aalu bukhara uske mausam me dekhna rizk ki ya gumshuda cheez ki aamad ki alaamat hai – aur khwab me be-mausam aalu bukhara dekhna bimaari ya gam ki daleel hai.

2. Agar koi mariz khwab me khud ko aalu bukhara khata huwa dekhe to ye uski sehat ki daleel hai.



Hazarat ibne seerin rehmatullah alaih ne farmaya hai ke agar koi shakhas khwab me aalu surkh ya siyaah dekhe to daleel maal aur muraad ki hai’ aur aalu zard bimaari ki daleel hai’ aur agar dekhe ke aalu zard ya surkh ya siyaah hai aur unka mazahshire hai’ ya koi usko de aur khaaye to daleel hai ke usi qadar maal aur muraad paayega aur agar khwab me aalu zard be-mausami khaaye to gam wah musibat aur khasumat ki daleel hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!