اسلام
khwab me Ghabeeraa (cheena Ki Sharab/ek Qism Ka Podha)
1. mazkurah darakht ka khwab main dekhna thodhi rozi par daal hota hai ye darakht khwab main dekhna aazmi aadmi par bhi daal hota hai, baaz hazraat ne ye taabeer bayan ki hai ki us se muraad logon ko ayesa nafaa dene wala woh aadmi hai jo tang dust aur thodhi rozi ka maalik ho.
2. khwab main agar koi dekhe ki us darakht ka phal us ke paas hai ya us ne use khaya toh ye maal haasil hone par dalaalat karta hai.