اسلام

khwab mein Waari


Jazaam ki beemari

waari jazaam ki beemari hai us ka khwab main dekhna maal hai jo us ko pahunchega khaas kar agar jism par safed aable dekhe.

hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe ki us ke jism main bahut saa jazaam hai daleel hai ki us ko bura kaam paish aayega aur baaz ahale taabeer ne bayan kiya hai ki us ko mashhoor karega.

hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main jazaam darwesh ke liye tangri hia aur nemat hai aur daulat mandon ke liye gunah se rukna hai aur agar dekhe ki us ki tamaam ungliyan gir gai hain daleel hai ki nek kaam karega aur mumkin hai ki us ka farzand ya bhai dena se jaye.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!