اسلام
khwab mein Shorba dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main shorba agar gosht ke saath hai aur us ka umda maza ba zaaiqa hai daleel hai ki us ko munafaat haasil hogi aur agar us ke khilaaf dekeh toh gham o andwah par daleel hai.
hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar shorba gosht ke saath hai aur khub paka hua hai toh nek hai aur agar gosht ghalat ke saath hai toh gham o andwah par daleel hai.
hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar shorba gosht ke saath hai aur khub paka hua hai toh nek hai aur agar gosht ghalat ke saath hai toh gham o andwah par daleel hai.