اسلام
khwab mein Sekanjabin Dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main sekanjbeen agar seereen hai toh maal aur halaal rozi par daleel hai jo aasmani se haasil hogi aur agar tarash hai toh ghamo andwa par daleel hai.
hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar koi beemari dekhe ki us ne sharbat sekanjbeen peeya toh agar woh sharbat seereen hai toh daleel ye hai ki woh shifaa paega aur agar tarash hai toh daleel ye hai ki beemari us ki lambi hojayegi.