اسلام

khwab mein Likhna


Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar koi khwab main dekhe likhta hai ya kisi ko likhna sikhata hai daleel hai ki ilm aur aqal sikhega aur agar dekhe ki koi cheez likhta hai toh us ke shar aur fasaad par daleel hai aur agar dekhe ki quraan aur ahadees aur tauheed aur dua likhta hai toh khair o islaah par daleel hai aur agar koi cheez shaar ya ghazal se likhi hai toh burai par daleel hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!