اسلام

khwab mein Lakhani Boot dekhna

Lakhnii Booti
Lakhni booti ek ghaas hain jo aapas main gale mile hue mard aur aurat ki shakal main hoti hain waze rahe ki yaruj booti ko aburde zam bhi kahte hian aur ye aadmi ki soorat main hoti hai.

hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh farmate hain ki agar koi dekhe ki us ke paas ye aburde zam booti thi ye kisi ne us ko di toh daleel hai ki woh kisi mard kameena aur pasht qad ki khidmat main mashghool hoga aur us se zahmat o takleef paye aur agar dehke ki us ne bairuj booti khaai toh daleel hai ki woh kisi us sifat ke mard ke maal main se kuch khaye aur dekhna bairuj booti ka khwab main kisi munafaat ka baas nahin hota.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!