اسلام

khwab mein Kateera Ek gund hai dekhna



hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar khwab main dekhe ki kateera us ke paas hai ya kisi ne us ko diya hai daleel hai ki usi qadar mard bakhil se maal us ko bacha kucha milega aur agar khwab main dekhe ki kateera khata hai daleel hai ki maal khayega.

hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main kateera teen wajah par hai 1. logon ke maal ka bacha kucha 2. thoda nafaa 3. ayesa kaam hoga ki jis se sahibe khwab ko thoda nafaa pahunchega.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!