اسلام

khwab mein Malish Karne Wala


1. uski dalaalat mandarjah jail sifaat wale insaan par hoti hai amaal ke zariye apne aap ko mazeen karne wala.

2. dusron ko nuqsaan pahunchane wala.

3. munafiq ki tarah kabhi islah aur kabhi fasaad barpa karne wala tasna wala madahan madlis dusron ki taareef karne wala chunancha mazkura taabeerein uske amal ke aaatbaar se hoti hain malish karne main aatbaar aur jis ki maalish kar raha hai uski muwafiqat o adam muwafiqat ke aatbaar se tabeer achhi ya buri hoti hai.

4. tail lagane wale ki ruiyyat chaplusi karne wale aur baatein banane wale waada khilafi aur jhoote aadmi par dalaalat karti hai.

5. kabhi usko dekhna izzat o hukumrani ki alaamat hota hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!