اسلام

khwab mein Kapoor Sargam dekhna

Kaafoor Sapargham
Kaafoor sapargham ek poda hai ki us ka shgoofa aur phul zard hota hai aur us se kaafoor ki khushboo aati hai agar khwab main dekhe ki kaafoor sapargham us ki zameen main ugha hai daleel hai ki us ki madah wa sana sab logon ki zubaan par hogi aur agar dekhe ki kaafoor sapargham us ne ek jagah se ikattha hai daleel hai ki us jagah se us ki jagah se taareef manqata ho jayegi aur agar dekhe ki us ne khai hai toh gham wa andwa par daleel hai.

hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main apne quwat par kaafoor sapargham ka dekhna teen wajah par hai 1. sana aur shabaash 2. thoda nafaa 3. pakeezah baat sunna aur bayan karna.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!