اسلام

khwab mein Kamzor Hona


Khwab main kamzor hona nafaqar aur zaafe haal aur martabe main kami hone ki taraf ishara hota hota hai agar badshah khwab main khud ko laghar hota hua dekhe toh daleel hai ki us ke zair control alaqon main qahat padhega aur ashiya ki qeematon main izaafa hoga aur aur us ki fauj kamzor hogi aur baqaul baaz ulma khwab main kamzor hona marz main mubtala hone par dalaalat karta hai aur baaz dafaa bhuk par bhi dalaalat karta hai aur kabhi kisi ke ishq main mubtala ho kar kamzor wa laghar hone ki taraf bhi ishara hota hai us ki dalaalat ek faqiya adeeb lateef qaleel maal aur kaseer atba wale shakhs par hoti hai us ki awaaz o fiqah par dalaalat karti hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!