اسلام

khwab mein Jawan Hona

Hazarat ibne seerin rehmatullah aleh ne farmaya hai ke agar koi dekhe ke jawan hua hai aur siyaah ho gaye hai to daleel hai ke kamina hoga – aur agar na malum jawan ko dekhe to daleel hai ke dushman se zillat dekhega aur us ki muraad puri na hogi.

Aur agar dekhe ke jawan budha ho gaya hai to daleel hai ke us ki rehmat jyada hogi aurat bhi isi khwab me mardo ke baraabar hai.

Hazarat jaafar saadik rehmatullah aleh ne farmaya ke agar khwab me dekhe ke jawan se budha ho gaya hai to daleel hai ke ilm aur adab sikhega aur is ki sharih harf mim me aayegi.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!