اسلام
khwab mein Jang Se Mamun Hona

1. khwab me jang se aman me hona hauf se maamun hone ki dalil hai aur ba-aj daf-a yahi khwab gumrahi ke ba-ad hidayat pane par dalalat karta hai khas tor par igar khauf jada aadami khwab me aman mahsus kare to hidayat hi murad hoti hai.