اسلام

khwab mein Gulqand khana ya dekhna


Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main gulkand shakkar angbeen khaye gaye ki qadar ke mutabiq ghaneemat aur maale halaal hai agar dekhe ki us ke paas gul shakkar aur gul angbeen ke saath hai aur us ko khaya hai agar tawangar hai toh maal aur zyada hoga aur agar beemar hai toh shifaa payega aur agar ghamgeen hai toh khush hoga aur agar qarz daar hai toh qarz se farigh hoga.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!