اسلام

khwab mein Ghaneemat (loot ka maal) dekhna

Ghaneemat


hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main ghaneemat paana agar kafiron ka maal hai daleel hai ki narakh giraan honga aur agar dekhe ki musalman kafiron ke mulk se ghaneemat laaye hain daleel hai ki jis mulk main ghaneemat layega nemat hogi aur narakh ki arzaani hogi aur agar dekhe ki kafir musalman ke mulk se ghaneemat laye hain daleel hai ki us ko usi qadar ghaneemat haasil hogi.

ghaneemat

khwab main ghaneemat paana kashadgi, khushi rizaq, matloob main kamiyabi, maal main barkat par dalaalat karta hai, jis qism ki ghaneemat haasil hui hai us main khaas taur par zyadati bhi hogi basharteeka us maale ghaneemat main khams allah taala ke liye nikaal diya ho.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!