اسلام

khwab mein Ghalaaf miyan dekhna

hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main ghalaaf aurat hai agar dekhe ki talwar ka mayaan toota hai aur talwar salamat hai daleel hai ki farzand salamat paida hoga aur us ki maan maregi aur chhuri ka mayaan bhi yahi hukam hai.

ghalaaf

1. khwab main ghalaaf dekhna ayese mard aur aurat par dalaalat karta hai jin ka nikah na hua ho, basawaqat ghalaaf ayese bewaqoof ladke par daal hota hai jis main koi hiss wa harkat na ho.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!