اسلام

khwab mein Ganna dekhna


Gundna ek qism ki tarkari hai hazrat daniyal alayeh alsalam ne farmaya hai ki khwab main gundna ayesa mard hai ki log us ko dosti se yaad karte hain.

hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main gundna maale haraam aur buri baat hai aur agar khwab dekhne wala sulah aur parsa nahin hai daleel hai ki maale haraam haasil karega aur humesha buri baatein karega aur gundna ke khane main kisi tarah ki bhi munafaat nahin hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!