اسلام
khwab mein Gala Ghontna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar khwab main dekhe ki is ne khafah daala ya gala ghonta toh daleel hai ki woh ghamgeen hoga aur jis kaam main ho is se maazul ho jaye aur agar dekhe ki is ne kisi ka gala ghonta toh daleel is ki gham wa andwa par ho way aur baaz maatbar kahte hain ki is ka aish tang ho jaye.