اسلام

khawab me Aurton Ka Mardon Ky dekhna


(aurton ki mardon ki mushahibat akhtiyar karna)

1. kisi aurat ne khwab dekha ki us ne mardon ka libas pahna hua hai aur un ki hyeebat akhtiyar ki hui hai agar kapdhon ki haalat qadre bahtar ho us ki haalat ki bahtari ki daleel hai.

2. agar lete hue kapdhe badnuma hon toh ye gham ke saath haalat ke mutaaghair hone ki alaamat hai.

3. kisi aurat ne dekha goya woh mard ban gai toh ye us ke shohar ke durustagi ki taraf mayshshar hai.

4. khwab main yahudo nasaara ke saath mushahibat akhitiyar karna ya un ki aadaat akhtiyar karne wolon ke mushaba hona un ki khwahishat ki taraf maail hone ya un ke deen ki taraf maail hone ya un ke saath munakahat karne, ya un ki eid main khushi mahsoos karne ki daleel hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!