اسلام

khawab me Arqiyat dekhna


Khwab main arq jaat dekhne ki taabeer khub rawa aulaad hai ya maazzeen hain. ya baamal ulma ke ilm ya hukma aarfeen ke azeem ul qadar hakumatein aur maarfaton ki alaamat hai, khushbudar cheezon ka arq jese gul sooti aur gulaab ka arq waghaira ye sarwar farhat aur sanae jameel hai, arqiyat, baraamad karda amaanaton ki daleel hai aur peene ke arqiyat jese darakht byed, lasaan ul tur aur neelonfar ke arqabaat o ghair shifaa bakhsh aduyaat, fawaaid o arzaaq aur farhatein hain.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!