اسلام

khwab mein Lehsan khana ya dekhna


Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main lahsun ka khana maale haraam ka khana hai.

hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main lahsun khana buri cheez hai jis ko log peeche se kahte hain aur agar dekhe ki paka hua lehsun khaya hai daleel hai ki buri baat se tauba karega.

hazrat jabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main lahsun ka dekhna paanch wajah par hai 1. maale haraam 2. buri baat 3. gham o andwah 4. rona 5. sakhti ka dekhna.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!