اسلام
khwab mein Jangi Libaas pehanna ya dekhna
Jangi Libaas (Paak Jangi Libaas)
Hazarat ibne seerin rehmatullah aleh ne farmaya hai ke bargustwan khwab me istawaari aur majbuti hai’ aur agar dekhe ke ghode par jangi libaas se betha hai to daleel hai ke uska kaam durusat hoga aur dushman par fateh payega’ aur usko maglub karega.
Hazarat jabeer magribi rehmatullah aleh ne farmaya hai ke agar apne aap ko ghode par jangi libaas ke saath maidaan-e-jang me dekhe to daleel hai ke kaam muraad ke sath hoga aur daulat misa-adat karega’ aur agar dekhe ke pakhir ghode se gira hai ya kho gaya hai to daleel namuraadi hai aur dushmano ke hatho asir hoga.