اسلام
khwab mein Samarogh dekhna
Samarogh (ek ghaas hai)
samarogh ek ghaas hai jis ko kamaagh bhi kahate hain us ka khwab main dekhna ayesi aurat ka dekhna hai ki jis main bhala nahin hai aur agar bahut saa dekhe toh maalo nemat par daleel hai.
hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main badhe samarogh ka dekhna farzand par daleel hai aur chhote samarogh ka dekhna ladki par daleel hai.