اسلام
khwab mein Sitaron Ki Manzilen dekhna
1. manzil bateen ki taabeer batan (pait) hai sarya ki taabeer sarwat (maaldari) hai.
2. darbaan adbaar (pashti) hai hanah manzil khushgawari aur ranj ki daleel hai, waraye yimaani barkat ki aur shaami nahoosat ki daleel hai nasra manzil bikharne aur phelne ki daleel hai, aur tarfaa naadir aur madaa cheez hai, jaba samne karne ki alaamat hai sarfa alnasraaf (phirne) ki daleel hai, awaam manzil cheenkho pukaar ki alaamat ha, samaake raamah haraam shay hai, aur samaake aazaal maazuli par daleel hai, aur ghafar maghfirato amaan hai, aur qalb annqlaab zamana hai, shulaa manzil buland nazar hai aur naam nemat hai, saaalzaabih manzil dushman aur saad balaa lau wa lahab hai aur saad al saud saad tamndi hai, aur saad al khabaya rasaaie aur ghaib hai, jo shakhs sitaaron main se koi sitaara dekhe toh manzil tay karne ki daleel hai, jese banaate naashaman, adabe asghar, dab akbar, nastraa, jauz aur sanbla aur hamal wagera.