اسلام
khwab mein kheera dekhna
Us ki taabeer gham aur pareshani hai.
1. chunanacha khwab main kheera khana ek mushkil aur bojhil kaam main koshish karne par dalaalat karta hai khasusan agar peela ho toh yahi taabeer hai.
2. apne mausam main kheera milna rizaq aur bemausam milna marz par dalaalat karta hai.
3. saabut kheera milna ghamzada bete ki daleel hai.
4. kisi ki beewi haamila ho aur khwab main apne aap ko kheera khate hue dekhe toh bachichi ki paidaish ki alaamat hai.
5. khwab main lohe se kheera kaatne ki taabeer mareez ke liye achhi hai.
6. amuman taur par kheere ki tabseer bahtar hai.