khwab mein Zanjeel dekhna

Zanjeel (soonth)

hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main soonth gham o andwa par daleel hai aur us ka khana zarar aur nuqsaanda hai aur baaz ahal taabeer ne bayan kiya hai ki khwab main soonth hukumat aur guftgu par daleel hai aur khwab main soonth khana aur dekhna faaide ke na hone par daleel hai.
Exit mobile version