khwab mein Zameen Ban’na

1. agar koi shakhs khwab main kisi aadmi ka zamin bana toh ye rizaq aur allah taala ke dushmanon par nusrat haasil karne par dalaalat karta hai. aur kafaalat maamla main kafal aur mukaful ke liye sabit qadam rahne par bhi dalaalat karta hai.

2. baaz ne kaha hai ki agar koi shakhs kisi insaan ka zamin bana toh daleel hai ki woh us ke saath burai karega.

3. agar kisi ne dekha ki koi shakhs uska zamin ban gaya toh us ko achha rizaq milega. agar koi shakhs kisi bachcha ka zamin bana toh woh apne dushman ke saath kher khwahi karega.
Exit mobile version