khwab mein Tanboor dekhna


Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe ki apne ghar main tanboor toot gaya hai daleel hai ki tauba karega aur agar beemar dekhe ki tanboor bajata hai daleel hai ki us ki maut qareeb hai aur agar dekhe ki us ne tanboor ki aawaaz suni hai daleel hai ki behuda baatein sun kar khush hoga.
Exit mobile version