Sharai ( ek bartan hai )
hazrat Ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ke agar khawab mein dekhe ke is ne sharai khareedi hai Daleel hai ke kaneez khareeday ga.
aur ahal tabeer ney bayan kya hai ke khawab mein sharai khadim hai agar dekhe ke is ki sharai tooti ya zaya hui hai Daleel hai ke is ki kaneez ya khadim maray ga .
hazrat Jaffer Sadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ke khawab mein sharai daikhna to wajah par hai ( 1 ) aurat ( 2 ) khadim ( 3 ) kaneez ( 4 ) deen ki mazbooti ( 5 ) duniya ki islaah ( 6 ) umar ki darazi ( 7 ) maal aur nemat ( 8 ) kher aur barket ( 9) aurton ki taraf se maal ka milna.