Banaat naash (sitatun ka majmoah jo qutub shimali ke qareeb hai)
khwab main un ko dekhna ek shareef aalam aadmi par dalaalat karta hai.
(1) kisi ne dekha ki ye saare sitaare ghir gaye toh ye us shahar ke tamaam ulmaa ke intaqaal kar jaane ki taraf ishaara hai.
(2) agar koi shakhs khwab main banat naash (sitaaron ke jhurmut) ko apne paas dekh le ya un ka malik bane toh taabeer ye hai ki woh kisi se dosti karega ya us ko aulaad naseeb hogi ya kisi aurat se nikah karega.