1. us ki dalaalat kajab, chughli, zina ki tohmat aur jhuti gahahi par hoti hai. aur kabhi us ki taabeer badhi shaan wale faraaiz ko baja lane walel aur deen par qaaim rahne wale shakhs par hoti hai.
2. kisi ne khwab main dekha ki us ke paas saleeb mojood hai toh taabeer hai ki nikah karega ya us ko beta naseeb hoga. aur kabhi saleeb nikah faasid piar bhi dalaalat karti hai. aur kabhi saleeb ki ruiyyat ghamon aur fitnon main mubtala hone par daal hoti hai.