Rujuaman alsafar (safar se lotna)
1. khwab main usse muraad apne upar aaied huqooq ka adaa karna hai.
2. aur baaz ne kaha ki us se muraad pareshaniyon se chutkara, buraiyon se nijaat aur neamat ka hasool hai. aur baaz dafaa us se muraad khwab dekhne wale ka gunahon se touba karna bhi hota hai. kyonki touba ka maani gunahon se rujua karna hai.