khwab mein Safaid paani Dekhna

Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main sapaid aab dekhna gham o andwa par daleel hai agar dekhe ki us ke paas sapaid aab hai ya kisi ne us ko diya hai daleel hai ki kisi se guftagu karega aur hameesha ghamgeen rahega aur agar dekhe ki us ke chahre par safaid aab hai daleel jai ki usi qadar duniya ka saamaan haasil karega.

hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki sapaid o khidmatgar hai aur baaz ahal taabeer ne bayan kiya hai ki ghar ka maalik hai aur us ka nek o bad hona sahibe khana ki taraf ruru karta hai.
Exit mobile version