khwab mein safa aur marwa ke darmiyan sai karna

Sai
Sai been alsafa walsafa walmarwat (safa aur marwa ke darmiyan sai karna)

khwab main safa marwat ke darmiyan sai karna aapas ki islaah par dalaalat karta hai aur agar sahibe khwab dalaal ho toh kabhi woh baaton main insaaf se kaam legaa ya woh donon beeveeyon ya walidyen ke darmiyan adal karega aur agar dekhene wala beemar ho toh us ko marz se ifaatah hoga, aur woh rizaq ke talab main koshish karega.
Exit mobile version