khwab mein Parda Karna

(parda)
Ye khwab main allah taala ki itaat se nikal kar aur azaab ke mustahik hone par dalaalat karta hai farmane khudawandi hai “kya woh maamun ho gaye ki aaye allah ki taraf se dhanpne wala azaabane se” khwab main parda maal ya khadim ya aurat par bhi dalaalat karta hai. khwab main kisi cheez ka shahi khandan main se kisi ko dhanpna use badshahat milne ki daleel hai.
Exit mobile version