khwab mein kuwari ladki Dekhana

Kanwari
1. khwab main kunwari ladki ahale mansab ke liye tangi ki alaamat hai jese ki shaadi shuda farakhi ki daleel hai.


2. kisi sahibe mansab ka khwab main kunwari ladki dekhna us ke liye tangi ki alaamat hai jesa ki tang daston ke liye aurat dekhna kasadgi ki daleel hai.


3. kabhi kunwari ki dalaalat kunwari oontni par hoti hai.


4. aur kabhi khwab main kunwari ladki dekhna zameen ki zarkheez ki taraf kitab par aur kabhi ayese phulon par hoti hai jo abhi nachane gai hon.


5. aur kabhi us ka itlaaq sarkash ghode par hota hai.


6. kabhi bakar ki dalaalat alfaaz ke ishraak ki bina par karab aur makaan ke mushkil hone par hoti hai.


7. aur badshah ke liye kunwari ki ruiyyat husn ki alaamat hai.


8. khwab main kunwari ladki milna jaaidaad ka maalik banne ya nafaa bakhs tijarat karne par dalaalat karta hai.
Exit mobile version