khwab mein Kiraya Par Chez Lena Dena

1. apni cheez kiraye par dene ki taabeer aman se ki jaati hai.

2. kabhi ajaarah nikah par bhi dalaalat karta hai.

3. khwabe mastajar ki taabeer makkar aadmi se ki jaati hai jo sahibe ajaarah uls ke khudaa main aa gaya toh us se baraat zaahir karega aur halaakat main daal kar chhodega.
Exit mobile version